Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitabar Kia
Tamam Rat Qaymat Ka Intzar Kia
Hansa Hansa K Shab-e-Wasal Ashak Bar Kia
Tasaliyan Mujhe De De K Be Qarar Kia
Tarap phir A dil-e-Nadan K Ghair Kehte Hen
Akheer Kuchh Na Bani, Sabar Akhtyar Kia
Na Poochh Dil Ki Haqeeqat Magar Ye Kehte Hen
Wo Be Qarar Rahe Jis Ne Be Qarar Kia
Fasana-e-Shab-e-Gham Un Ko Ik Kahani Thi
Kuchh Aitbar kia, Kuchh Na Aitbar Kia
Bane Ga Mohar-e-Qayamat B Ek khal-e-Sayah
Jo Chehra Dagh-e-syahroo Ne Aashkar Kia