QAMAR RAZA

QAMAR RAZA
SARGODHIAN

LOVE IS LIFE

I HAVE ATTITUDE, IN MY BLOOD.

Search This Blog (Qamar)

CHAND Pages

Friday, January 8, 2010

SAD POETRY (QAMAR RAZA)

KUCH B NHI KHAS EN DINO!
TUM JO NHI PAS EN DINO!
LAGTA NHI HE DIL TUJHBIN!
KESA HE YE EHSAS EN DINO!
TUM AJAO TO BEHL JAEN SHAYED!
DIL BOHAT UDAAS HE EN DINO!




EK EK SAANS SAZA HO CHUKI THI,
MERE JISM SE ROOH JUDA HO CHUKI THI,
WO TAB MANG RHA THA MUJSE APNI WAFAON KA SILA,
JAB ZINDGI HE BEWAFA HO CHUKI THI,




YE NA KEHNA GHAFIL HOGAE HUM TERE YAAD SE,
TMARE KHUSHI SAMAG KAR TUMSE BAAT NHI KRTE,


ES TRA DILKO TMARE YAAD SE BEHLATE HAN,
RAAT BHAR TMARE HAR IK BAAT KO DOHRATE HAN,
HUM TERE YAAD K TAPTE HOE SEHRA ME,
KHUSK PATON KI TARHA ROZ BIKHAR JATE HAN,

HUM MILE JAB UNSE TO KUCH KEH NA SKE ""CHAND"",
KHUSHI ETNI THI MULAQAT ANSOO POUNCHTE HOE GUZAR GAE,



STAO GE HUMKO RULAO GE HUMKO,
MAGR KISTRA BHALA PAO GE HUMKO,
KHUDA JANE KYA HAAL HOGA AAPKA,
JAB KAFAN ME LIPTA HOA PAO GE HUMKO,



HUM MUHABAT KI NUMAISH NHI KRTE,
HUM LAFZO KI FARMAISH NHI KRTE,
JISE CHAHTE HAN TOOT K CHAHTE HAN,
PHIR KSI OR KO PANE KI KHOAHISH NHI KRTE,


TORNA HOTA TO RISHTA HUM NA BNATE,
UMEED NAI HOTE TO HUM SAPNE NA SAJATE,
AETBAR KIA HUMNE AAPKI WAFA PE,
BHAROSA NA HOTA TO DOSTI KA HATH NA BARHATE,


FOR PRINCE'S PINKY

SAD POETRY (QAMAR RAZA)

(1) EK KASAK JO LAFZO K AGOSH ME SISAK RHE THI,
EK DOA JO DOOR ARSH PE BHATAK RHI THI,
WO DOA JO TOOTE DIL SE NIKAL RHE THI,
WO DOA JO 2 LABO PE MACHAL RHI THI,
KASH K EK SHAM WO LOOT AYE,
YA KAASH WO SHAM HE LOOT AYE,
ES DIL NE BOHAT TOOT K USE CHAHA THA,
HUMNE RABSE BS USE HE MANGA THA,
PAR MARI DOA TO KAHIN ARSH PE HE KHO GAE,
OR PHIR TAQDEER B ANDHEERA ORH K SOO GAE,
OR PHIR ZABAT KA DAMAN CHOT GYA,
EK TOOTA HOA DIL OR B TOOT GYA,







(2) ansooan ki tra nazron se giraya usne,
apni khbar na mli kuch esa khak me mlaya usne,
elzam mujpar lgaya magr bewafa khud tha,
pehle dewana bnaya phir thukraya usne,
usko maza ata he mujko stane me,
muje geeli lakri ki tra jalaya usne,
aya na tha usko waada wafa krna,
logon ko jhota apni wafa ka qisa sunaya usne,
tan haiyon k dard se khob waqif tha wo ahir b,
dunya me mje tanha bnaya usne,






(3)AE WAQT ZRA TU THAM JA,MUJE YAAD KSI KO KRNE DY,
MUJE PYAR HE EK SANGDIL SE,JO KOI BAAT MUJE NA KRNE DE,
NA APNE PAAS WO ANE DENNA KHUD SE DOOR WO JANY DE,
NA DIL KO APNE PAAS RAKHE,NA OR KSI KA HONE DE,
HAR WAQT MUJE WO YAAD AYE,PHIR DIL SE EK AWAZ AYE,
YE KAISE CHAHAT HE USKI,JO JEENE DE NA MARNE DE,





(4) DIL K UFAQ ME GHUMSHUDA SITARA MIL JAE,
SHAB_E_GHAM ME KOI JEENE KA ESHARA MIL JAE,
WO JO EK SHAKS BOHAT KAM MUYASAR HE HUM KO,
ARZO HE KSI ROZ WO SARA MIL JAE,
AN MUMKIN HE K TABEER B EK JESE HO,
USKE KHOWABON SE AGR KHAWAB HUMARA MIL JAE,
USE KEHNA WO MULAQAT ADHORI THI HUMARE,
USE KEHNA KBI AKE WO DOBARA MIL JAE,
!!!..KAASH..!!!





(5)HE YAAD MULAQAT KI WO SHAM ABI TAK,
ME TUJH KO BHULANE ME HO NAKAM ABI TAK,
AA TUJHKO DIKHAON K TRE BAD SITAMGAR,
WEERAN PARE HAN YE DAR_O_BAAM ABI TAK,
GAR TARK_E_TALUQ KO HOA EK ZAMANA,
HONTON PE MACHALTA HAI TERA NAAM ABI TAK,
MEHSOOS YE HOTA HE K WO HUMSE KHAFA HAIN,
KYA TARK_E_MUHABBAT KA HAI ELZAAM ABI TAK,
MEKHANE ME BHOLE SE CHALE AYE THY,
EHBAB KI NAZRON ME HAN BADNAAM ABI TAK,

Saturday, January 2, 2010

FUNNY PUNJABI (QAMAR RAZA)

Wafa daran nal wafa kareesaan,
jan mangsi fida kareesaan,
ALLAH de naam te chumi dede,
malang banda doa kareesaan,

(MQR)

GHAZAL (MQR)

ES ISHQ KI GALION ME AJAB MOR HOTE HAN,
BOHAT PUR KAIF LAMHE B,BOHAT PUR SOZ HOTE HAN,
SATH DE AGR TAQDEER TO ENSAAN JE HE LETA HE,
MANZIL DOR HOTE HE BHATAKTE MOR HOTE HAN,
HOTE HAN DAR BADAR JAB EN BENAAM RAHON PAR,
TANHAIAN SATH HOTE HAN DILON ME DARD HOTA HE,
JABSE KEHTE PHIRTE HO MUJE MILTA NHI HE WO,
APNE PAS BULANE K B KUCH TOR TAREEKE HOTE HAN,
NA KAR AAHO BAQA ES DARYA MEIN,
MATLAB KI HI BATON PAR YAHAN PAR GOOR HOTE HAN,
KARNA KABI NA EATBAR EN PUR KASHISH CHEHRON KA,
EN MASOMIYUN K PECHE SACH KUCH OR HOTE HAN,
BAS K KYA KROGE CHAND KHALI DIL KI DUNYA HE,
AASHIQON K DILON ME TO HASEEN LOG HOTE HAN,


BEST GHAZAL 4 LOVER GUY"S
(MQR)
QAMAR RAZA

MQR CHAND!

Sanwarta hon khud ko mere yaar esliye,
shayed k tere muhabbat ek haseen jahan ho.


Har bar muqadar ko dosh dena achi baat nahi,
kabi kbi hum b hadse zeada mang lete han.



Najane konse baat akhari hojae,
najane konse raar akhari hojae,
hal chal pochte raha kro humse,
najane konse sans akhari hojae....



(MQR) CHAND

Friday, January 1, 2010

SAD POETRY (QAMAR RAZA)



Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Aarzoo jhooth hai,
Aarzoo ka fareb khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe..
Dil kabhi kisi se lagana nahi.

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kahti hai duniya jise,
Ek rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi

Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.